Ahlebait A.s Korner
Welcome To Ahlebait A.S Korner.Plz Click On Register To Become Our Website Member.If You are Already Member Of Our Website So Click On Login.

Join the forum, it's quick and easy

Ahlebait A.s Korner
Welcome To Ahlebait A.S Korner.Plz Click On Register To Become Our Website Member.If You are Already Member Of Our Website So Click On Login.
Ahlebait A.s Korner
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.
Ahlebait A.s Korner

You are not connected. Please login or register

Some Quotes of Imam Ali (AS)

2 posters

Go down  Message [Page 1 of 1]

1Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:56 am

Ali Raza



We listen to the quotes of Hazrat Ali() whole life since childhood. I thought to start a post just to refresh our memory. Lets post the Valuable quotes of Hazrat Ali() in this post.

I will start with some quotes

"Ilm maal sy behtar hy, kyon ky ilm hi behtareen muhafiz aur dost hy"

"Apny sy ziyada ilm walon sy ilm hasil karo"



Hope will get some from other users also

2Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:56 am

Ali Raza



Imam Ali AS , Said:

Whoever wants to be a leader should educate himself before educating others. Before preaching to others he should first practice himself. Whoever educates himself and improves his own morals is superior to the man who tries to teach and train others.

3Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:57 am

Ali Raza



Hazrat Ali

log dukh nahi detay, un say wabasta umeedain dukh dayti hain.

Hazrat Ali

Mujhy jannat Sy Zyada Masjid May Bythna Acha Lgta Hai Kyon K jannat May Mera Naffs Khush Ho Ga jab K Masjid May Mera RAB Khush Ho Ga

Hazrat Ali :

Ghulab Ka Phool Bano!
kyun K Yeh Phool Us K Haath Me Bhi Khusboo Chor Daita Hai
Jo Isey Masal Kar Phaink Daita Hai.

4Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:57 am

Ali Raza



Hazrat ALi A.S

"Tabeyat ki Narmi aur Sakhawat, insan ko Dushmnon k dilon main b Mehboob bana deti hai"


Tum acha karo aur zamana tum ko bura samjhy, yeh tumharay haq main behtar hai, bajaye is k k tum bura karo aur zamana tum ko acha samjhay.


Wo gunah jo tumhare dil mein ranj paida kare, us naiki se behtar hai jo tumhare dil mein ghuroor paida kar de.

5Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:58 am

Ali Raza



"Mein Janat key shouq mein ibadat nahin karta k ye ibadat nahin tijarat hai. Mein dozakh k khof se ibadat nahin karta k ye ibadat nahin ghulami hai. Mein ibadat sirf is liye karta hoon k mera Allah ibadat k laiq hai."

"Hamesha dua magtey raho k mumkin aur namumkin to sirf hamarey soch hai. Allah k liye to kuch bhi namumkin nahin."

MOLA ALI AS

6Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:58 am

Ali Raza



"Gulab ka phool bano! kyon k phool us k haath mein bhi khusboo chor daita hai jo usey masal kar phaink daita hai"

"Mujhey jannat se ziada masjid main baithna acha lagta hai kyon k jannat mein mera nafs khush ho ga jab k masjid mein mera RAB khush ho ga"

"Zindagi ki asal khubsoorti ye nahin k aap kitney khush hain balkey zindagi ki asal khubsoorti to ye hai k doosrey aap sey kitna khush hain"

"Aey Allah meri izat k liye yehi kafi hai k mein tera banda hoon. Meray fakhr k liye yehi kafi hai k to mera parwardegaar hai. Tu wesa hi hai jaisa mein cahata hoon, pus mujh ko wesa bana ley jaisa to cahata hai"

7Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:58 am

Ali Raza



Mola ALI a.s Ka Farman Hay:-

“Bura Dost Koely Ki Manind Hay”
“Agr Jalta Hoga To Apko Jala Dega”
“Aur Agr Bujha Hoga To Ap K Hath Kale Kr Dega”

8Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:58 am

Ali Raza



Is haqeer dunya ka ashiq mat ban, Q K is ne aisay logon ko bhi fana kar dia jo is k sath tum say kahin ziada mohabbat rakhtey thay

HAZRAT ALI [A.S.]

9Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 9:59 am

Ali Raza



Zulm ki ibtada karnay walay ko kal nidamat se apna hath katna parayga. Imam Alia.s
Ref:NEHJUL Balagha.

10Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 10:00 am

Ali Raza



Imam Ali said(as):
Nothing is more inducive of the reversal of Allah's bounty or for hastening of his retribution than continuance in oppression because Allah hears the prayer of the oppressed and is on the look out for the oppressors.
Nahjul Balagha

11Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 10:00 am

Ali Raza



Fitna o Fasaad main Is thara raho jis thara Oont ka woh bacha jis nay Abi apni umer ky Do saal khatm kiye hon ky na Tu us ki peedth per sawaari ki ja sakti hy or na is ky thanon sy doodh doha ja sakta hy.
Imam Alia.s
Ref:Nehjul Balagah

12Some Quotes of Imam Ali (AS)  Empty Re: Some Quotes of Imam Ali (AS) Wed Nov 30, 2011 2:38 pm

Kaneez Fatima



Mashallah Very Nice Sharing:

Sponsored content



Back to top  Message [Page 1 of 1]

Similar topics

-

» Imam Hussain(as)

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum